Kehte hain ke Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur...
Dil hi to hai naa sang-o-khist
Dard se bhar naa aye kyun
Royein gey hum hazaar baar
Koi humme sataaye kyun....
Dair nahi, haram nahi
Dar nahi, Aastaan nahi
Bethein hain raah-guzar pe hum
Ghair humme uthaaye kyun....
Qaid-e-hayyaat-o-band-e-ghum
Asal mein dono aik hain
Maut se pehlay aadmi,
Ghum se nijaat paaye kyun...
Haan woh nahi khuda parast
Jao woh bewafa sahi
Jisko ho deen-o-dil azeez
Uski gali mein jayein kyun...
Dil hi to hai naa sang-o-khist.....
--Mirza Asadullah Khan Ghalib
Dard se bhar naa aye kyun
Royein gey hum hazaar baar
Koi humme sataaye kyun....
Dair nahi, haram nahi
Dar nahi, Aastaan nahi
Bethein hain raah-guzar pe hum
Ghair humme uthaaye kyun....
Qaid-e-hayyaat-o-band-e-ghum
Asal mein dono aik hain
Maut se pehlay aadmi,
Ghum se nijaat paaye kyun...
Haan woh nahi khuda parast
Jao woh bewafa sahi
Jisko ho deen-o-dil azeez
Uski gali mein jayein kyun...
Dil hi to hai naa sang-o-khist.....
--Mirza Asadullah Khan Ghalib
5 Comments:
Ghalib ka andaaz-e-bayaan waqayi aur hee hai...it was really refreshing to read his work on someone's blog :) and (as if u don't know already!) you have an amazing blog!! :)
yesh..
me is ammars sishtar..
and you??
LOL..omg..i kept wondering why that link never worked!
OH yes!!
SAleha waqar!!
he said smthing to me abt you being hiras cousin once a long time ago but then it felt kindda silly saying hi i am your cousins FREINDS*ahem ahem* sister so i decided not to...and then i forgot all about it..:p
This comment has been removed by a blog administrator.
Yeh rashk hai ki wo hota hai ham-sukhan tumse.
Wagarna Kauf-e-bad-aamozi-e-adoo kya hai?
Jalaa hai jism jahaan dil bhee jal gaya hoga.
Kuraid'tay ho jo ab raakh, justjoo kya hai?
Ragon mein daurhte phirne ke ham naheen qaayal.
Jab aankh hee se na tapka to phir lahoo kya hai?
Huaa hai shaah ka musaahib, phir hai it'raata
Wagarna shehr mein Ghalib kee aabr'u kya hai?
:D
Post a Comment
<< Home